Yeh Haalaath Lyrics by Jubin Nautiyal and Zara Khan is latest Hindi song from the movie Mumbai Diaries with music also given by Ashutosh Phatak. Yeh Haalaath song lyrics are written by Niranjan Iyengar.
Yeh Haalaath Song Details
| Film/Album: | Mumbai Diaries |
| Song Name: | Yeh Haalaath |
| Singer: | Jubin Nautiyal, Zara Khan |
| Composer: | Ashutosh Phatak |
| Lyrics by: | Niranjan Iyengar |
Yeh Haalaath Lyrics
Thamti chaalti yeh jumbishein
Dikhti chupti yeh ranjishein
Ghirta laage hain aasman
Chubbta kaanton sa yeh jahan
Andhere mein hi ujala khile
Zara sa sahi
Sawaalon mein hi irada mile
Aur raahein nayi
Yeh haalaath hain yeh jazbaat hain
Kyun dil mein bhare sawalaat hain
Yeh haalaath hain yeh jazbaat hain
Kya sar se utha rabb ka haath hain
Har pal badlegi karwatein
Kismaat ki bheegi silwatein
Yeh lamha lagta hai veeran
Kya mitt payega ye nishan
Andhere mein hi ujala khile
Zara sa sahi
Sawaalon mein hi irada mile
Aur raahein nayi
Yeh jazbaat hi toh saugaat hain
Yeh sikhe agar toh kya baat hain
Yeh jazbaat hi toh saugaat hain
Yeh sikhe agar toh kya baat hain
Yeh haalaath hain aur jazbaat hain
Kyun dil mein bhare sawalaat hain
Yeh haalaath hai ye jazbaat hain
Kya sar se utha rabb ka haath hain
Yeh jazbaat hi toh saugaat hain
Yeh sikhe agar toh kya baat hain
Yeh jazbaat hi toh saugaat hain
Yeh sikhe agar toh kya baat hain


