Whistle Baja 2.0 Lyrics from Heropanti 2 is latest Hindi song sung by Mika Singh, Neeti Mohan with music also given by A.R. Rahman. Whistle Baja 2.0 song lyrics are written by Mehboob.
Whistle Baja 2.0 Song Detail
| Film/Album: | Heropanti 2 |
| Song Name: | Whistle Baja 2.0 |
| Singer: | Mika Singh, Neeti Mohan |
| Composer: | A.R. Rahman |
| Lyrics by: | Mehboob |
| Label: | Saregama Music |
Whistle Baja 2.0 Lyrics
Dhoom dhadaka hone ko hain
Ja ja jadoo chalne ko hain
Hakka bakka hone ko hain
Kya kya pane khone ko hain
Chaal hata saavan ki ghata
Mere nal tu whistle baja
Kiye jaa kiye jaa dhoom dhadaka
Diye jaa diye jaa dhakkam dhakka
Oh re mister why you fikaar
Aye waaye yeh pal yunhi jaye naa nikal
Dhoom dhadaka hone ko hain
Ja ja jadoo chalne ko hain
Hakka bakka hone ko hain
Kya kya pane khone ko hain
Chaal hata saavan ki ghata
Mere nal tu whistle baja


