Ankhein Mili Lyrics from Sanak is latest Hindi song sung by Raj Barman with music also given by Chirantan Bhatt. Ankhein Mili song lyrics are written by Manoj Yadav.
Ankhein Mili Song Detail
| Film/Album: | Sanak |
| Song Name: | Ankhein Mili |
| Singer: | Raj Barman |
| Composer: | Chirantan Bhatt |
| Lyrics by: | Manoj Yadav |
Ankhein Mili Lyrics
Chori chori seena zori
Karne dil chaala
Deewanon vali galiyon mei
Mujhko le chaala
Aare baadi baadi likha padhi
Kaarne yun chaala
Ke maanon dil maajnu se
Qaabil hain baada
Isko matlaab hain tujhse
Bass tere ishq se waasta
Aur yeh kuchh nahi chahtaa
Teri meri raahon pee
Ye toh hain daudta bhaagta
Bass pata tera hi dhundhta
Ankhein mili chehra khil gya
Kya sochh maan hi maan mei dil
Muskuraane laaga
Ankhein mili saab kuchh mil gya
Dhadkan ki ungliyon se dil
Gudgudane laaga yeh yeh yeh
Saansein saari jeena sara
Sara mera tujhpe hi lutaana chaahe
Tere dil ke aaju baaju ye dil mera
Raat din bhatakna chaahe
Tu bhi kaar meharbaani taaki ye
Jee saake maar saake pyaar mei
Tere kuchh kaar saake
Dil ko bass yeh sikha sang tere
Hass saake ro saake sirf
Tera hi tera ho saake
Ankhein mili chehra khil gya
Kya soch maan hi maan mei dil
Muskuraane laaga
Ankhein mili saab kuchh mil gya
Dhadkaan ki ungliyon se dil
Gudgudaane laaga yeh yeh yeh
Chaal baithe mohabbat ki aankhon taale
Jahaan ghanton hamari hi baatein chaale
Ek aisa jahaan ek zameen woh mile
Jahan dono ki maarzi chaale chaale
Ankhein mili chehra khil gya
Kya sochh maan hi maan mei dil
Muskuraane laaga
Ankhein mili saab kuchh mil gya
Dhadkaan ki ungliyon se dil
Gudgudaane laaga yeh yeh yeh


