Jannatein Lyrics by Saaj Bhatt is latest Hindi song with music also given by Sanjeev-Ajay. Jannatein song lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi.
Jannatein Song Detail
Song Name: | Jannatein |
Singer: | Saaj Bhatt |
Composer: | Sanjeev-Ajay |
Lyrics by: | Sanjeev Chaturvedi |
Music Label: | Voila! Digi |
Jannatein Lyrics
Tumse mila
Toh zameen pe
Jannatein mil gayi
Meri betabiyon ko
Rahatein mil gayi
Manzoor ho gayi har dua
Mangu aur kya main rabb se
Mangu aur kya
Mangu aur kya main rabb se
Mangu aur kya
Musafir dhoop ka tha main
Nahi thi chao milo tak
Mile joh tum toh mil gayi baarishein
Na koyi aarzoo hai baaki bakhuda
Mangu aur kya main rabb se
Mangu aur kya
Mangu aur kya main rabb se
Mangu aur kya
Hai saanson ka safar jab tak
Chalunga sath tere main
Haan poori ho gayi meri khwaishyein
Karu kaise ada tera main shukriya
Mangu aur kya main rabb se
Mangu aur kya
Mangu aur kya main rabb se
Mangu aur kya