Keh Na Paun Lyrics by Void ft. King is latest Hindi Rap song with music also given by Exult Yowl. Keh Na Paun song lyrics are written by Void and King.
Keh Na Paun Song Detail
Singer: Void, King
Composer: Exult Yowl
Lyrics by: Void, King
Keh Na Paun Lyrics
Tu hai saza
Tu hai raza
Tu nasha
Teri ankehon meh mai basa
Teri baahon ne hai kasa
Mera dil bawafa
Khud ko kiya dafa
Khushi se mai jaane kyun hoon khafa
Aur sun!
Tera mujhpe koi karz nahi
Tere liye likha par kiya arz nahi
Maine ye dil ko nilami pe daala hi nahi
Toh akhir meh usko kharidna tera farz nahi
Kayi raatein hai beetayi ye soch ke ,
Tujhe baahon meh lo aasun tere poch ke ,
Roz ke par lagta mujhe ye toh bahane hai
Kyunki dafnadiya dil apni chati noch ke
Tujhe chahun par keh na paaun
Likhun pura geet mai na gaaon
Tujhe paane se bhi pehle kho diya hai maine
Kyun
Tujhe chahun par keh na paaun
Likhun pura geet mai na gaaon
Tujhe paane se bhi pehle kho diya hai maine
Kyun sapne mai sajao
Tu mere sath, mera dil kyun hai rawaa
Jahan tu chale, wahan behti hawaa
Tu hi toh is tute dil ki hai gawah
Woh galti thi meri par tu hai meri sazah
Bhaag jaaon when I know she is the one
Meri hathon meh rum.. Mere ankhon meh gum
Kehna mushkil hai toh likhta mai geet
Haan hoon buzhdil par dikhta mai theek
Dil mohabbat karne chala
Nahi mili hai salah
Ajnabi ti tarah
Ab meri ye kala
Mera sath chor degi toh
Teri yaadon ki hathkari hath mod degi
Aur kitni dukh ki baat
Tujhe pata na chalega dil tujhpe aaya tha
Ek din jab tu kisi aur ki bahon meh
Tujhe pata chalega m tere liye gaya tha
Tujhe chahun par keh na paaun
Likhun pura geet mai na gaaon
Tujhe paane se bhi pehle kho diya hai maine
Kyun sapne mai sajao
Ankhein band hain..Jaanejaan
Rula de mujhko.
Sapno mein hun..Main jaanejaan
Jaga de mujhko
Wafa mile..To jaanejaan
Wafa de mujhko
Khush hi rehna..Chal jaanejaan
Seekha de..
Par kyun meri jaanejaan ye tere bina
Jeena lage mujhe kuch nahi?
Main hoshon-hawaas main rehke bhi gumm
Teri palkon pe dikhe mujhe dukh nahi
Maine kitni dafa kari hain ye koshishein
Jaana galti ye teri nahi
Mile jo kabhi khulke bataunga
Kaise ye peeta zeher ke tu meri nahi.
Tujhe chahun par keh na paaun
Likhun pura geet mai na gaaon
Tujhe paane se bhi pehle kho diya hai maine
Kyun sapne mai sajao