Muft Ka Chandan Lyrics from Lootcase is latest Hindi song sung by Romy, Shreyas Jain, Pinky Maidasani with music also given by Rohan-Vinayak. Muft Ka Chandan song lyrics are written by Shreyas Jain.
Muft Ka Chandan Song Detail
Singer: Romy, Shreyas Jain, Pinky Maidasani
Composer: Rohan-Vinayak
Lyrics by: Shreyas Jain
Muft Ka Chandan Romy
Last time poonch raha hun
Kiska suitcase hai?
Kiska suitcase hai?
Tu..dhoke se ghus ke jharokhe mein
Dooje ke setting ko pappi liya?
Kyun…hawa mein teetar sa
Udata teer pakad ke tu pange liya?
Chu… kitna bada tu yaar
You…are a thakela piya
Thoo…Jaa pehle raita phailaya hai
Toone jo usko samet ke aa.
Nanda nanda nanda nanda nanda
Nanda nanda nanda nanda nanda
Nanda nanda nanda nanda nanda nanda
Muft ka chandan
Ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan
Ghis ghis ke nandan nandana
Bol re chote tujhko kya mila
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan, nanda nandana
Paise ki yaari hai tez katari
Sabke nahi bas ki yeah duniyadari,
Le ke udhaari tujhko kya mila…?
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Nandan nandana… nandan nandana
Toh kya karta main?
Kabtak bhookha marta main?
Bhagwaan ka baat mat kar?
Gareeb hu, nahi darta main
Crazy piya toone ye kya kiya
Khali phokat angeethi mein muh de diya
Equus africanus asinus
Matlab GADHA. Gadhe ke jaisa mat ga
Crazy piya toone ye kya kiya
Khali phokat angeethi mein muh de diya
Crazy piya toone ye kya kiya
Khali phokat angeethi mein muh de diya
Race mein daude andhe ghode
Phokat mein tal gaye tere pakode
Kar ke sawari tujhko kya mila…ah ah ah ah
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan
Ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan
Ghis ghis ke nandan nandana
Nandan nandana
Mufat ka paisa, pachega kaisa
Popat nachega, bandar ke jaisa
Ajoo main maamu…baju main bhai
Cobra pit main kyu? Lungi uthai…?
Justifie tujhko kya mila….ah ah ah
Dhoti se chaddi ho gaya maamla.
Muft ka chandan
Ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan
Ghis ghis ke nandan nandana
Chandana nandana…nandan nandana
Chandana nandana…nandan nandana
Ab agar Nat Geo subscribe nahi kiya na
Toh mera aatma tereko haunt karega haunt
Kya karega!


