Tujhe Bhi Chand Lyrics by Shreya Ghoshal is latest Hindi song with music also given by Sanjay Leela Bhansali. Tujhe Bhi Chand song lyrics are written by Siddharth-Garima.

Tujhe Bhi Chand Song Detail
| Song Name: | Tujhe Bhi Chand |
| Singer: | Shreya Ghoshal |
| Composer: | Sanjay Leela Bhansali |
| Lyrics by: | Siddharth-Garima |
| Music Label: | Saregama Music |
Tujhe Bhi Chand Lyrics
Tujhe bhi chand
Tujhe bhi chand
Zara sa dikhta hain kya
Jala sa dikhta hain kya
Apne ghar se
Tujhe aasman
Yeh neela dikhta hain kya
Yeh geela dikhta hain kya
Apne ghar se
Yeh tere aankhon mein
Bhara rehta hain kyun
Yeh teri rahon mein
Khada rehta hain kyun
In galiyon mein bhi
Sukoon bikta hain kya
Zara sa dikhta hain kya
Zara sa dikhta hain kya
Apne ghar se
Tujhe bhi chand zara sa
Yeh gehri neend jaga leta hain yun
Yeh bairi maan ko chhala deta hain yun
Is chilman pe bhi raffu tikta hain kya
Zara sa dikhta hain kya
Jala sa dikhta hain kya
Apne ghar se
Tujhe aasman
Yeh neela dikhta hain kya
Yeh geela dikhta hain kya
Apne ghar se
Tujhe bhi chand zara sa

