Aaye Haaye Lyrics from Time To Dance is latest Hindi song sung by Vishal Mishra ft. Millind Gaba and Aditi Singh Sharma with music also given by Vishal Mishra. Aaye Haaye song lyrics are written by Kumaar.
Aaye Haaye Song Detail
Film/Album: Time To Dance
Singer: Vishal Mishra, Millind Gaba, Aditi Singh Sharma
Composer: Vishal Mishra
Lyrics by: Kumaar
Aaye Haaye Lyrics
Besharmiyon ka aaj hai bahana
Galtiyan ye fir se
Hath mein na aaye aaye aaye
Hey besharmiyon ka aaj hai bahana
Galtiyan yeh fir se
Hath mein na aaye aaye aaye
Hichkichahaton mein lamhein gabana
Rok le yahin pe
Raat ye na jaye jaye jaye
Neela sa nasha aaj sidha tu
Aankhon se pilaye
Hosh se zara door
Behosh hote hi jaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haye
Dil mera duba duba jaye
Aaye haaye aa aaye haye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haye
Dil mera duba duba jaye
Marzi ki bas do baatein
Karlo na jate jate
Mausam ye fir nahi aate
Na na na karo inkaar
Kehti hai aaj hawayein
Raaton ki neend churayein
Sabah tak ghar na jaaye
Suno suno na suno ik baar
Kisi ki na ho aaj parvah
Khud ko bhi bhulaye
Hosh se zara door
Behosh hote hi jaye
Aaye haaye aa aaye haye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haye
Dil mera duba duba jaye
Aaye haaye aa aaye haye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haye
Dil mera duba duba jaye


