Ek Tarfa Reprise Lyrics by Darshan Raval is latest Hindi song with music also given by Anmol Daniel. Ek Tarfa Reprise song lyrics are written by Youngveer.
Ek Tarfa Reprise Song Detail
Singer: Darshan Raval
Composer: Anmol Daniel
Lyrics by: Youngveer
Ek Tarfa Reprise Darshan Raval
Aakhiyo se dariya beh gaya haaye
Khaab vo adhoora reh gaya
Baarisho k mausam mein haaye
Alvida mujhe woh keh gaya
Deewana tha diwana hu rahuga bhi
Woh hai meri maind dunia se kahuga abhi
Mohobbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera ye ishq tha do tarfa
Ab ik tarfa ho gaya
Mohobbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera ye ishq tha do tarfa
Ab ik tarfa ho gaya
Zikar tumhara karta nahi hu
Chahe ab mehfil me
Fikar kari na tu aaj vi jinda
Tutte hue se dil mein
Iss dunia ki iss bheed mein
Kahi kho na jau main
Dar lagta hai kisi or ka
Kahi ho na jau main
Tu chahida
Tu khush hai chahe baharao mee
Tu na tha mere, sitaaro mein
Use dekhe hue bhi yaaro
Ik arsa ho gaya
Mera ye ishq tha do tarfa
Ab ik tarfa ho gaya
Mohobbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera ye ishq tha do tarfa
Ab ik tarfa ho gaya


