Raksha Bandhan Title Track Lyrics by Shreya Ghoshal is latest Hindi song with music also given by Himesh Reshammiya. Raksha Bandhan Title Track song lyrics are written by Irshad Kamil.
Raksha Bandhan Title Track Song Detail
Film/Album: | Raksha Bandhan |
Song Name: | Raksha Bandhan Title Track |
Singer: | Shreya Ghoshal |
Composer: | Himesh Reshammiya |
Lyrics by: | Irshad Kamil |
Music Label: | Zee Music Company |
Raksha Bandhan Title Track Lyrics
Pehli yaari tumse meri
Pehla gussa tumse tha
Bhai mere bachapan ka tho
Pura kissa tumse tha
Aadha hissa tha woh mera
Aadha hissa tumse tha
Bhai mere bachapan ka tho
Pura kissa tumse tha
Raksha bandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyar ka
Dhaaga hain pyar ka
Thoda sa hain chandan
Chhota sa hain tika
Bandhan hain zindagi ka
Raksha bandhan waada hain
Yaa dhaaga hain pyar ka
Dhaaga hain pyar ka
Saath rang sachche sabhi
Kab huye hain kachche kabhi
Dekhane ko naajuk hain
Par tutati na doriyan
Chaahto ki jhanki mile
Chitthiyon mein raakhi mile
Bhulati kabhi na baihane
Ho hajar duriyan
Raksha bandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyar ka
Dhaaga hain pyar ka
Maa ki ek parchhayi si
Bahan mein dikhaayi deti
Aur pita nazar aate hain
Bhaiyon ki baat mein
Khoon ka yeh rishta bhi hain
Hain juba ka naata bhi
Maan joh liya bhai tho
Saans saans saath mein
Raksha bandhan vaada hain
Yaa daava hain pyar ka
Daava hain pyar ka
Thoda sa hain resham
Thoda sa hain mitha
Bandhan zindagi ka
Raksha bandhan vaada hain
Yaadh aaga hain pyar ka
Dhaaga hain pyar ka