Zara Zara Behekta Hai Lyrics from Rehnaa Hai Tere Dil Mein is latest Hindi song sung by Bombay Jayashri with music also given by Harris Jayaraj. Zara Zara Behekta Hai song lyrics are written by Sameer.

Zara Zara Behekta Hai Song Detail
| Film/Album: | Rehnaa Hai Tere Dil Mein |
| Song Name: | Zara Zara Behekta Hai |
| Singer: | Bombay Jayashri |
| Composer: | Harris Jayaraj |
| Lyrics by: | Sameer |
| Label: | Saregama Music |
Zara Zara Behekta Hai Lyrics
Zara zara behekta hai
Mehekta hai aaj toh mera
Taan badan main pyaasi hoon
Mujhe bhaar le apni baahon me
Zara zara behekta hai
Mehekta hai aaj toh mera
Taan badan main pyaasi hoon
Mujhe bhaar le apni baahon me
Hai meri kasam tujhko sanam
Door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai
Paas mere aaja re
Yuhi baras baras
Kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaye
Is chaahat ki baarish me
Meri khuyli khuli lato ko suljaaye
Tu apni ungliyon se
Main toh hoon issi khwaayish me
Sardi ki raaton me
Hum soye rahe ek chaadar me
Hum dono tanha ho
Naa koi bhi rahe iss ghar mein
Zara zara behekta hai
Mehekta hai aaj toh mera
Taan badan main pyaasi hoon
Mujhe bhaar le apni baahon me
Aaja re aa re
Tadpaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar aye deewani
Jhutha hi sahi pyar toh kar
Main bhooli nahin haseen mulakaatein
Bechain karke mujhko
Mujhse yoon na pher nazar
Roothega na mujhse
Mere saathiyan yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai
Jeena mera mere dil me
Zara zara behekta hai
Mehekta hai aaj toh mera
Taan badan main pyaasi hoon
Mujhe bhaar le apni baahon me
Hai meri kasam tujhko sanam
Door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai
Paas mere aaja re
Aaja re, aaja re
Aaja re, aaja re

